TERA DEEDAR HUA LYRICS -JANNAT 2


 TERA DEEDAR HUA SONG LYRICS
ARTIST-RAHAT FATEH ALI KHAN
Tera Deedar Hua
Yun tera muskurana
Aur a kay chalay jana
Yun tera muskurana
Aur a kay chalay jana
Kismat ka khul jana
Tera hi deedar hua
Pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua is dil ko
Na tu inkar hua na hi iqrar hua
Jana kia yaar hua is dil ko
Yun tera muskurana
Aur a kay chalay jana
Kismat ka khul jana
Tera deedar hua
Pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua is dil ko
Na tu inkar hua na hi iqrar hua
Jana kia yaar hua is dil ko
Tujh se mila tou jaagi duein
Aur nazar ne sajda kia
Jannat zameen per aye utar ke
Khushion ne jesa chun sa lia
Tujh se mila tou jaagi duein
Aur nazar ne sajda kia
Jannat zameen per aye utar ke
Khushion ne jesa chun sa lia
Har manzar dil nasheen hai
Tu hi tu har kahin hai
Ho tera yeh addaein tu hai qaatilana
Tera deedar hua
Pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua is dil ko
Na tu inkar hua na hi iqrar hua
Jana kia yaar hua is dil ko
Tere bina main tanha tha har pal
Hoonto per har dam thi tishnagi
Maqsad nahi tha sapney nahi they
Thi zindagi mein awargi
Tu mera rehnuma hai
Mazil hai rasta hai
Mere liye tu tu rab ka hai nazrana
Tera hi deedar hua
Pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua is dil ko
Na tu inkar hua na hi iqrar hua
Jana kia yaar hua is dil ko