Main to nahin hu insaano mein
Bikta hu main to in dukano mein
Main to nahin hu insaano mein
Bikta hu main to in dukano mein
Duniya banayi maine haathon se
Mitti se nahin jajbaaton se
Phir raha hu dhoondta
Mere nishaan.. Hai Kahan
Mere nishaan.. Hai kahan
Mere nishaan
HO......Ho..Ho.. mere nishaan
[mere nishaan]
Hoho..Ho...........mere nishaan
[mere nishaan]
Tere hi saaya banke tere saath chala main
Jab dhup aayi tere sar pe to chaanv bana main
Tere hi saaya banke tere saath chala main
Jab dhup aayi tere sar pe to chaanv bana main
Raahon mein teri raha .. Main hum safar ki tarah
Uljha hai phir bhi tu ujalo mein.. Dhoonde sawalo ko jawabo mein
Khonya hua hai tu kahan
[tu kahaan...]
Mere nishaan .. Hai kahan
Mere nishaan .. Hai kahan
Mere nishaan
HO......Ho..Ho.. mere nishaan
[mere nishaan]
Hoho..Ho...........mere nishaan
[mere nishaan]
Mujhse bane hai yeh panchi.. Yeh behta pani
Leke jameen se aasman tak meri hi kahani
Mujhse bane hai yeh panchi.. Yeh behta pani
Leke jameen se aasman tak meri hi kahani
Tu bhi hai mujh se bana .....
Baate mujhe kyoon yahan
Meri banayi taqdeere hai
Saanso bhari yeh tasveere hai
Phir bhi hai kyo be-jubaan
Mere nishaan .. Hai kahan
Mere nishaan .. Hai kahan
Mere nishaan
HO......Ho..Ho.. mere nishaan
[mere nishaan]
Hoho..Ho...........mere nishaan
[mere nishaan]