SINGER : Tushar Joshi
Yaadon ke purane album mein
Chhupa ke rakhkhen hain
Humne woh din
Gullak mein badi chavani si
Bacha ke rakhe hai
Humne woh din
Na kisi manzil ki fikar thi
Zindagi jeene ki umar thi
Dosti aur doston se
Udhar ke din the
Woh din bhi kya din the…
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the
Bigde hue insaan the
Saitan ki saantan the
Lekin brother jo v kaho
Wo yaar hi to jaan the
College ki kudi se
Kar de aankhen chaar ke din the
Aaye jindagi mei
Pehle pehle pyaar ke din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the
Kar na mana the kaam joh
Humne kiya har kaam woh
Jinki nahi thi permission
Saare kiye intezaam woh
Bedhang harkato ke
Bhoot sar pe sawar ke din the
Hadd karne ke yaaron
Aar ya phir paar ke din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the
Hmm kharboojon ko kharboojon
ki Mili si sangat ke apne woh din
Jeevan pe chadhi jawaani ki
Nayi si rangat ke apne woh din
Yaad hai filmon ke puraane
R D Burman ke woh gaane
Band ke keyboard ke
Aur guitar ke din thhe
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the