MILO NA TUM LYRICS
Singer : Lata Mangeshkar,Gajendra Verma
Milo na tum to hum ghabrayein
Milo to aankh churayein
Humein kya ho gaya hai
Humein kya ho gaya hai
Tujhe dekhne ki tammana
Karta hai dil har dafa, har dafa
Tujhse miloon na kabhi jo
Lagta hai woh din saza, ik saza
Raat ho chaahe subah
Mera har ek lamha
Tere bina jaise hai khamakha
Milo na tum to hum ghabrayein
Milo to aankh churayein
Humein kya ho gaya hai
Humein kya ho gaya hai
Tumhi ko dil ka raaz batayein
Tumhi se raaz chhupayein
Humein kya ho gaya hai
Humein kya ho gaya hai
Ho milo na tum to dil ghabraye
Milo to aankh churayein
Humein kya ho gaya hai
Humein kya ho gaya hai
Ho tumhi ko dil ka raaz batayein
Tumhi se raaz chhupayein
Humein kya ho gaya hai
Humein kya ho gaya hai
Jab sath hote ho tum to
Sona nahi hai mujhe, mujhe
Is raat ka ek pal bhi
Khona nahi hai mujhe, hai mujhe
Ho khushi ya koyi gamm
Chaahe koyi ho mausam
Tere bina jaise hai khamakha ho
Milo na tum to hum ghabrayein
Milo to aankh churayein
Humein kya ho gaya hai
Humein kya ho gaya hai
Tumhi ko dil ka raaz batayein
Tumhi se raaz chhupayein
Humein kya ho gaya hai
Humein kya ho gaya hai
Ho milo na tum to dil ghabraye
Milo to aankh churayein
Humein kya ho gaya hai
Humein kya ho gaya hai
Ho tumhi ko dil ka raaz batayein
Tumhi se raaz chhupayein
Humein kya ho gaya hai
Humein kya ho gaya hai
Milo na tum to hum ghabrayein
Milo to aankh churayein
Humein kya ho gaya hai
Humein kya ho gaya hai
Tumhi ko dil ka raaz batayein
Tumhi se raaz chhupayein
Humein kya ho gaya hai
Humein kya ho gaya hai
0 Comments